Jonny Baba


 Charo aur andi toofan kaale badal shaa rahe the,,, 

Rat k andhere me kutte daravna geet gaa rahe the,,, 

Thodi door se ek roshni ki kirn meri akhon ki dikhi,,, 

Nazdik gyi to dekha mere Jonny Baba aa rahe the..... 


31 december 1978 ko is duniya me ek mahaan insaan ne janam liya. Aisa insaan jiski jarurt sabko thi. Inke pass itna gyan ka bandhaar hai ki zindgi khatm ho jayegi lekin inki knowledge khatm nhi hogi. Mere desh me koi inko doctor kehta hai koi teacher lekin inke bhagat inko Jonny Baba kehte hai.... Jai ho baba ki. 


Muje pta to hai inka janam kaha hua tha lekin muje is se kya humey to bas yeh pta hona chaiye k inka janam akhir kyu hua hai. To chaliye jada lambi baat na kru to seedha point par atey hai. 


Jonny Baba aise insaan hai jinhone koi bhi kaam kiya na ho. Yeh bahut ache teacher bhi hai. Apka pta nhi lekin muje inke sab lecture ek bar dekhne se ohoo mera matlab ek bar class lagane se yaad ho jate hai. Hamari kismat k humko class online lagani padhti hai. Kuch log inke patient bhi reh chuke hai jinko koi na theek kar ska hamare Jonny baba ne ek hi din me theek kar diya. Plumber ka kaam delivery boy driver waiter arey kya kya nhi kaam kiya baba ne. 


To baat karte hai baba ka janam kyu hua? 



Bahut bache aise hai jinko theory se smj nhi ata. Math ka sawaal ho ja science ka. To duniya me j iklote aise mahan insaan hai jo har swaal ka jwaab practically dete hai. Inka samjhane ka tareeka bahut acha hai jo bhi ladki inse padhai karti hai wo agey ja kar teacher doctor kisi na kisi achi post par job karti hi karti hai. Inse padhai karne wala koi bhi bacha fail nhi hua. 


Sirf ladkiya hi nhi ladke bhi bahut kuch seekhtey hai inse. Body ki last wali haddi ka kaise use karna hai aur kaha kaha karna hai. Haddi ki takat kaise ati hai. Konsa oil haddi k liye acha hai. Bahut kuch seekhtey hai ladke bhi. 

Ager apne kabhi Jonny baba ki class nhi lgai to sachi apka duniya me ana bekaar reh jayega. Inki ek behan bhi hai unke bare me bhi jaldi share karege. 

Jai ho Jonny baba ki......... 

Comments

Popular posts from this blog

Ashiq Ka Ghar

Shadi ki pehli rat

Zalim Biwi